• Home
  • Poetry
  • Aitbaar Poetry / Shayari in Urdu 2 Lines Aitbaar Poetry & in English

Aitbaar Poetry / Shayari in Urdu 2 Lines Aitbaar Poetry & in English

Aitbaar Poetry / Shayari in Urdu English

Today our team is going to share with you the Aitbaar Lines Poetry / Shayari in Urdu & Aitbaar Lines Poetry / Shayari in English as a text format, because this format is easy to pick and use the poetry as a status. Even you will be able to send to anyone easily. Just copy the poetry stanza & paste it anywhere like SMS / Whatsapp or other kind of status or stories. That’s why we have decided to share the Aitbaar Lines   Poetry / Shayari in Urdu & Aitbaar Lines Poetry / Shayari in English as a text format. Poetry is one of the best source to explain your emotions and views to others. In this way, we normally celebrate our little events of joy & happiness and even the memories. So, let’s come to the point that is Aitbaar Lines Poetry / Shayari in Urdu & Aitbaar or Defense Day Lines Poetry / Shayari in English.

Rafaqatōn Kē Nai Khawab Khūshnūma Hain Magar
Gūzar Chūka Hai Tēri Aitbaar Ka Maūsam

رفاقتوں کے نئے خواب خوش نما ہیں مگر
گزر چکا ہے ترے اعتبار کا موسم

रफ़ाक़तों के नए ख़्वाब ख़ुशनुमा हैं मगर
गुज़र चुका है तिरे ए’तिबार का मौसम

———————————————-
Tū Nē Kasam Mai-Kashi Ki Khaayi Hai ‘Ghalib’
Tēri Kasam Ka Kūch Aitbaar Nahi Hai

تو نے قسم مے کشی کی کھائی ہے غالبؔ
تیری قسم کا کچھ اعتبار نہیں ہے

तू ने क़सम मय-कशी की खाई है ‘ग़ालिब’
तेरी क़सम का कुछ ए’तिबार नहीं है

———————————————-
aitbaar shayari rekhta

aitbaar quotes in english
aitbaar quotes in english

Aitbaar-ē-Ishq Ki Khana-Kharabi Dēkhna
Ghair Nē Ki Aaah Lēkin Wō Khafa Mūjh Pēr Hūa

اعتبار عشق کی خانہ خرابی دیکھنا
غیر نے کی آہ لیکن وہ خفا مجھ پر ہوا

ए’तिबार-ए-इश्क़ की ख़ाना-ख़राबी देखना
ग़ैर ने की आह लेकिन वो ख़फ़ा मुझ पर हुआ

———————————————-

Khūdi Hai Izzat ō Yaqēēn Ka Dastōōr Mian
Jō Dēkh Lia Kahin Pē Yēh Satōōr Mian
Hai Ishq Wōh Bala Kē Kaūn Idhar Apna
Hai Ishq Mēin Dikhta Kahan Fatōōr Mian
Yēh Ishq Baazōn Ki Basti Idhar Kahan Aayē
Yēh Wōh Aitbaar Jō Nūm Aūr Phir Chōōr Chōōr Mian
Hai Mēri Yēh Chah ēk Dūa Khūda Sē
Mil Kar Bhōōl Gaya Wafa Hūn Jō Majbūr Mian
Tūm Yawar Idhar ūdhar Kiūn Bhataktē Hō
Karūn Ga Haasil ūskō Magar Zarūr Mian

———————————————-

Yaqeen torna poetry
Yaqeen torna poetry

Mainē Dil Diya Pyar Ki Hadh Thi
Jaan Dēē Aitbaar Ki Hadh Thi,
Mar Gayē Hūm Khūl Rahi Aankhēn
Yēh Mērē Intēzar Ki Hadh Thi

———————————————-

Mūjhē Tōh Is Pūrrē Jaha’n Mēin Tūmsē Mōhabbat Hai,
Ya Tōh Mēra Imtihan Lē Lō Ya Mēra Aitbaar Karlō

———————————————-
aitbaar shayari rekhta

aitbaar quotes in urdu
aitbaar quotes in urdu

Rishtōn Ka Aitbaar, Wafaōn Ka Intēzar,
Hūm Bhi Chiraag Lē Kē, Hawaōn Mēin Aayēin Hain

———————————————-

Hūm Sē Khūsh Amad Kisi Ki Na Hō Saki,
Iss Aētbaar Sē Mashōōr Badtamēēz Hain Hūm

Aitbaar Quotes In English

aitbaar shayari 2 lines in urdu
aitbaar shayari 2 lines in urdu

Ghazab Kiya, Tērē Vaadē Pē Aitabaar Kiya
Tamaam Raat Qayaamat Ka Intēzaar Kiya

Fasaana-ē-Shab-ē-Gham Un KŌ ēk Kahaani Thi
Kuchh Aitabaar Kiya Aur Kuchh Na Aitabaar Kiya

Yē Dil KŌ Taab Kahaan Hai Kē HŌ Maalandēsh
UnhŌn Nē Waada Kiya Ham Nē Aitabaar Kiya

Kuchh Aagē Daavar-ē-Mahashar Sē Hai Ummēēd Mujhē
Kuchh Aap Nē Mērē Kahnē Ka Aitabaar Kiya

[Daagh]

———————————————-

Aadatan Tum Nē Kar Diyē Vaadē
Aadatan Ham Nē Aitbaar Kiya

[Gulzar]

———————————————-

WŌ JŌ Aayē TŌ Khushk HŌ Gayē Ashk,
Aaj Gham Ka Bhi Aitbaar Gayaa,

[Khumar Barabankvi]

———————————————-
aitbaar shayari rekhta

aitbaar shayari 2 lines in urdu
aitbaar shayari 2 lines in urdu

Tumhaarē Ahd-ē-Vafa KŌ Main Ahd Kya SamjhŌŌn
Mujhē Khud Apni Muhabbat Ka Aitbaar Nahin

[Sahir Ludhianvi]

———————————————-

Yē Tavahhum Ka Kaarkhana Hai
Yaan Vahi Hai JŌ Aitbaar Kiya

[Mēēr Taqi Mēēr]

———————————————-

Badi Mushkil Sē Dil MaayŌŌs HŌta Hai Muhabbat Mēin,
Kiya Hai Main Nē ēk Paimaan-Shikan Ka Aitbaar Aksar

[Khumar Barabankvi]

———————————————-

TŌŌ Nē Qasam Mai-Kashi Ki Khaai Hai ‘Ghalib’
Tēri Qasam Ka Kuchch Aitbaar Nahin Hai !

[Ghalib]

———————————————-

aitbaar shayari 2 lines in urdu

aitbaar shayari urdu
aitbaar shayari urdu

Is Tarah Khush HŌŌn Kisi Kē Wada-ē-Farda Pē Main
Dar-Haqēēqat Jaisē Mujh KŌ Aitbaar Aa Hi Gaya

[Jigar MŌradabadi]

———————————————-

Na Gul KŌ Hai Sabaat Na Ham KŌ Aitbaar
Kis Baat Par Chaman Havas-ē-Rang-Ō-Bu Karēn

[Mēēr Dard]

———————————————-

Kahaan WŌ Ummēēd Aamad Aamad Kahan Yē Ifaa-ē Ahad-ē-Farda
Jab Aitbaar-ē-Nazar Na Tha Kuch Ab Aitbaar-ē-Nafas Nahin Hai

[Shakēēl Badayuni]

———————————————-

Aap Ka Aitbar Kaun Karē
Hashr Ka Intēzaar Kaun Karē

Ba’d Mēin Phir Khizaan Ka Hai Khatka
AarzŌŌ-ē-Bahaar Kaun Karē

Yak Ba-Yak Phēr Li Nazar Tum Nē
Tum Par Ab Aitbaar Kaun Karē

Din Hai Tarēēk Jab NigahŌn Mēin
Farq Lail-Ō-Nahaar Kaun Karē

Aitbar Poetry In Urdu SMS

aitbar poetry in urdu sms
aitbar poetry in urdu sms

àànkho me ààsu hoto pe muskààn wàh re wàh zindgi yehi hài teri Na Mangi Kōi Wazahat, Na Puchi Kōi Dalēēl…..??

dōst

Dil Nē Tō Had Hi Kr Di “TuM” Pē aitbaar Krny ki… pàhchàn

:

‘Assalam-ō-Alaikum’ 4 PēRSōNS, 4 QUōTēS

1. Jō lōg khud gharz hōtē hain wō kabhi achē dōst nahi hōtē.
[Hazrat Abu-Bakar Sidiquē R.A]

2. Jō shakhs apnē khalōōs ki qasmain khayē uss pēr aitmaad na karō.
[Hazrat Umar R.A]

3. Muhabbat sab sē karō magar aitbaar chand lōgōn pēr.
[Hazrat Usman Ghani R.A]

4. Achē lōgōn ki aik khubi yē bhi hōti hai k unhain yad rakhna nahi parta wō yad rēh jatē hain..

:

Zindagi mēin hamēsha nayē dōst milēngē,
kahi zyada tō kahin kum milēngē.
aitbaar zara sōch kar karna,
mumkin nahi tumhē har jagah HUM milēngē.

:

sawaal pani ka nahi pyaas ka hai,

swaal maut ka nhi saans ka hY,

Dōst tō Dunia main Bōht Hain maGar,

sawal Dōsti ka Nhi aitbaar ka hY.

:

‘Insan khud qabil-ē-aithibar nahi hōta, bal k uska kirdar aur uski sachai usay qabil-ē-aithibar banati hay (Hazrat Ali A.S.)’

:

vYē aitbaar Mēri Zindagi Ka Haasil Hai
Ibaadatōn Kē Safar Ki Hussain Manzil Hai
Namaz Main Bhi Tasavvur Hussain Ka Rakhō
Ya Yē Kahō Kē Nabhi Ki Namaz Baatil Hai

:
aitbaar shayari 2 lines in urdu

Aitbar Poetry sms
Aitbar Poetry sms

Wōh Kēh Gayē Ki Mēra Intēzaar Mat Karna,
Main Kahu Bhi Tō Muj Pē aitbaar Mat Karna,
Wō Kēhtē hai Kē Mujhē Tumsē Mōhabaat Nahi,
Par Tum Kisi Aur Sē Pyaar Mat Karna…..!! !

:

Mōhabbatōn mēin,
Adawatēin kēsi!
Chahna kisi kō tō phir,
Shiqayatēin kēsi!

Jab tumhara us par aitbaar hai itna,
Tō zara zara c baat pēr WAZAHATēIN kēsi!

:

Zindagi Mēin Hamēsha Nayē Lōg Milēngē
Kahin Zyada Tō Kahin Kam Milēngē
aitbaar Zara Sōch Kar Karna
Mumkin Nahin Har Jagah Tumhē Hum Milēngē..

:

Kadē Yaad Na Kita Uhnē Sanu,
Assi Hi Apni Yaad Dawayi Gayē,
Kinj Kara aitbaar Zindgi Da,
Jad Apnē Hi Sanu Bhulayi Gayē,
Sadē Nal Hōyi Bēkadri Par,
Asssi Apna FARZ Nibhayi Gayē….!!!!!!!

:

Uski chahat sē iqrar na kartē,

Uski qasmōn ka aitbaar na kartē,

Agar pata hōta k hum sirf mazaaq hain unkē liyē,

Qasam sē hum jaan dē dēty par pyar na kartē.

:
aitbaar shayari 2 lines in urdu

Aitbar quotes in urdu
Aitbar quotes in urdu

Saara shēhar mēri dēēwangi say waqif raha magar…

Ik shakhs ki aankhōn say bē-aitbaari na gayi!!!

:

jaanta hun aap nahi aaōgē…fir bhi kyun intēzaar karta hun….
jiskō nahi parwah mēri kōi…kyun usi sē itna pyaar karta hun….
nahi thaam paata kisi aur ka haath mēin….
…jisnē raah mēin tanha chōda…kyun usi pē aitbaar

:

Dil Diya yē mērē pyaar ki haad thi,
Jaan di yē mērē aitbaar ki haad thi,
Mar kar bhi rēh gayēē khuli aankhēn
unkē liyē yē mērē intzar ki haad thi.

:

Aitbaar Shayari 2 Lines In Urdu
aitbar tootna poetry
aitbar tootna poetry

میں اگر کہہ بھی دوں چلے جاو”

“تم میرا اعتبار مت کرنا

—:::—

“Main Agar Kēh Bhi DŌn Chalē JaŌ

Tum Mēra Aitbar Mat Karna”

———————————————-

میں نے رشتوں پہ اعتبار کیا”

“اور پھر مجھ کو کھا گئے رشتے

—:::—

“Main Nē RishtŌ Pay Aitbaar Kiya

Aur Phir Mugh KŌ Kha Gayē Rishty”

———————————————-
اس کے وعدوں کا ذکر مت کرو”

“میں شرمندہ ہوں اعتبار کر کے

—:::—

aitbaar shayari 2 lines in urdu

bharosa poetry
bharosa poetry

“Usky WadŌn Ka Zikar Mat KarŌ

Main Sharminda HŌn Aitbaar Kar Kay”

———————————————-

نہیں تھا اعتبار اس کو میری مخلصی پر”

“کھو دیا اس نے مجھے آزماتے آزماتے

—:::—

“Nahi Tha ēitbar Us KŌ Mēri Mukhlisi Par

KhŌ Diya Usny Mughē Azmaty Azmaty”

———————————————-
فریب کھائے ہیں دُنیا میں اس قدر میں نے”

“تیرا تو کیا مجھے اپنا ابھی اعتبار نہیں

—:::—

“Faraib Khayē Hain Dunia Main Is Qadar Main Nay

Tēra TŌ Kiya Mughē Apna Bhi Aitbar Nahi”

———————————————-

اعتبار کیجئے تو صرف اندھوں کا”
“جنہوں نے رنگ برنگی دُنیا نہیں دیکھی

—:::—

“Aitbaar Kijiyē TŌ Sirf AndhŌn Ka

JinhŌn Nay Rang Barngi Dunia Nahi Dēkhi”

———————————————-

مسافروں سے محبت کی بات کر لیکن”

“مسافروں کی محبت کا اعتبار نہ کر

—:::—

“MusafirŌn Say Muhabbat Ki Baat Kar Lēkin

MusafirŌn Ki Muhabbat Ka ētbaar Na Kar”

———————————————-
aitbaar shayari 2 lines in urdu

BHORSA SHAYARII HINDI
BHORSA SHAYARII HINDI

وہ بلکل زندگی جیسا تھا”

“خوبصورت بھی اور بے اعتبار بھی

—:::—

“WŌ Bilkul Zindagi Jēsa Tha

Khubsurat Bhi Awr Bē-Aitbaar Bhi”

———————————————-

اعتبار سوچ کر کرنا اے دوست”

“ممکن نہیں کہ ہر جگہ ہم ہی ملیں

—:::—

“ētbaar SŌch Kar Karna Ayē DŌst

Mumkin Nahi Har Jaga Hum Hē Milēn”

———————————————-

” اعتبار کی حد پوچھتے ہو تو سنو
“اُسنے دن کو رات کہا اور ہم سو گئے

—:::—

“Aitbaar Ki Had PŌchty HŌ TŌ SunŌ

Usny Din KŌ Raat Kaha Aur Hum SŌ Gayē”

———————————————-
aitbaar shayari 2 lines in urdu

mera aitbaar karo poetry
mera aitbaar karo poetry

Kuch Ham Bhi Thak Gayē Thē Usay DhŌŌndtē HŌwē
Kuch Zindagi K Pas Bhi Muhlat Nahi Rahi

Uski Ik Ik Ada Say Jhalknē Laga KhulŌŌs
Jab MujhkŌ Aitbaar Ki Adadt Nahi Rahi

 

 

” POETRY: “And then the summer was said goodbye to the station. Taking off his cap, One hundred blinding photographs At night, the thunder took off as a keepsake. Merkle brush of lilac. At this time he, having picked up an armful of Lightning, from the field with them trafied Illuminate the house of the administration. ” B. Pasternak Of course, in the language and imagery of fictional prose and poetry, you can find a lot in common, but nevertheless, certain features prevail more in one area or another. M. A. Vrubel, “Lilac”, 1900 Photo: artchive.ru Let’s say that prose most often appeals to reason and logic, and poetry to feelings and imagination. For prose, the plot is more important, for poetry – the language; in the first case, “Have thoughts, and words will come” , in the second – “Have words, and thoughts will come” .

Spread Knowledge
Click Here to Leave a Comment Below 0 comments

Leave a Reply: